Haan, Kuch kehna to tha,
Jab tumhe dekha to kuch kehna tha,
Jab tumhe jaana to kuch kehna tha..
Kehna tha ki,
Jab tum samne aati thi,
I feel blank in front of my eyes,
Dil me kya hai, I can’t discribe,
Jab tum pass se guzarti thi,
My heartbeat level that rise “Higher”
Kabhi btane ki himmat nhi ki,
But iska mtlb nhi ki I’m a “Kaayar”
Kehna to bahut kuch tha but,
Us waqt alfaaz zara kam the
“Anjaan” tum or “Majboor” hum the..
Wo ik nazar dekhne ki chaaht,
Yaa tumhe dekhne se miltaa sukoon,
I don’t know how to say,
But fir bhi khawahish hai bs yeh,
Anjaane mein hi sahi,
Par kabhi to tu mujhe samjhe…
Khayaal to aata tha ki keh doon,
Par lafz labon pe aate hi rukh badal lete the,
Or khayaal seene me hi dafan reh jate the…
Btaane se dartaa tha,
Kahi tut naa jaye hamari wo dosti,
Jo thi pyaar se jyada “Thick-si”
Uljhan thi yeh “Azeeb-si”
Main kya chunu between pyaar and dosti,
Thi ye little bit of “Confusion-si”
Jehan me chhidi thi ek “Jung-si”..
Fir kar li mann hi mann ye tasalli,
pyaar na ho between me and you,
Par chahiye thi bas hamari dosti,
Jiski mujhe sabse jyada need thi,
bas kehna thaa tujhse itna hi…
-By Kabir…✍
Written Date:- 05 march,2018
Republ. Date:- 05 may,2018